Saturday, June 21, 2014

AAJ BHI KAL BHI


kabhi kuchh khatpat

kabhi mauj masti karenge
ham bhi yahin hain aap bhi yahin rahenge
kabhi tu tu main main
to kabhi jam se jam ladenge
ham bhi yahin hain aap bhi yahin rahenge
kabhi naraz honge
kabhi "ye dosti nahi todenge" jaise gane bajenge
ham bhi yahin hain ,aap bhi yahin rahenge

galati karoge to pyar se ek do hanth jadenge
lekin koi tujhe marne ayega to tere sath ladenge
aaj bhi tere sath khade hain kal bhi tere baju mein rahenge
aaj ye kahte hain,kal bhi yahin kahenge

No comments:

Post a Comment