Wednesday, April 30, 2014

naGmaa-e-mastaanaa

naGmaa-e-mastaanaa sunao
aaj koi hasin gaana sunao 
Ye dard,gum,kushi ki zindgi
labzon se koi afsana sunao

Saturday, April 26, 2014

CHALO PHOTO KHICHWANE

gujar gye gujre jamane
ao chalen anshu bahane
kuchh  dusaron ki kami ginbane
khudke jalte dil se duniya ko jalane
ao chalen anshu bahane

apne sahi dil ko buri baton se bharbane
kuchh kiye begair sahanbhuti batorne
ek jalte chite se lau lekar
bachon ke man ko jalane
ao chalen anshu bahane

hamesha esh page ko like kiya ye ginbane
apne mann ke andhere mitaye bina
mombati jalane
ham bhi esh andolan mein the eshka photo khichbane

CHAHAT KO CHALNE DO

apni juban se to bahut bat karti ho
en khamosh ankhon ko bhi kuchh kahne do
zindgi gatiheen bahut rhi
ab to eshe  mohbt mein bahane do

tum to ruki nhi
kam -se- kam meri chahat ko to chalane do
duriyon ki diwar majboot hai
majbooriyon  ki makan to dhahne do 

Thursday, April 24, 2014

ISHK KI JAWAANI

Ek chehra,meri wo  rani yad hai
ek kisa aaj bhi muhjavani yad hai
kya kya na bhula diya waqt ne 
par aaj bhi ishk ki jawaani yad hai

Friday, April 18, 2014

LAA nhi PATE HAIN

Man mein nyi khabaw laa nhi pate hain
chahkar bhi hum aapko bhula nhi pate hain

NYA KHAW


ankhon mein aya ek nya khaw hai
jivan ko de rhi hai thandhak,ye vahin to chhaw hai

Achhe Ki Ash

sab zinda hain sans lekar,ham jiten hain achhe ki ash lekar
gam ko khudse dur karke,unke yadon ko apni takiye ke pas lekar 

Aap jaisa Sitara nhi




vaise to ashmann mein hazaron tare hain
par aap jaisa dharti par koi sitara nhi 

Friday, April 11, 2014

Dil - Dalil

Pyaar pyaar awaaj ati,dilon se
jhuthla nhi sakta koi  dalilon se