SANSHAYARI
Thursday, March 17, 2016
LAB HOLI
Labon se ek baar Gulaal lga do
Laal se bus ek baar laal lga do
jawaab bahut achchha milega
Bus tum ek baar sawaal lga do
TAH DE
Lab thartharaye aur ankhon se kah de
Mere Dil ki baat Tumhare Dil ke tah de
Urdu Word Meaning :
tah = under
Wednesday, March 16, 2016
mafhuum
Dhdakan bhi mafhuum hai
Iski wajah agau tuum hai
KOSIS KARO
Monday, March 14, 2016
Khayaalo.N ki kasti
Khayaalo.N ki kasti ko alfaazon ki mauj baha le jati hai
Ye teri hasin yaden hai jo kagajon ko saugaat de jati hai
Sunday, March 13, 2016
Whatsapp Waqt
Din aaj bhi 24 ghanton ki hoti
agar facebook whatsapp ko waqt lootaya na hota
MALLYA WITH MODI
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)