Arzoo -e- ishk labz mein utar kar aya hai tera mera pyar harf mein bhar kar aya hai Ankhon mein ek tasweer rakh lene de aaj mera mashuqa saz sanwar kar aya hai
khwabon ke jhokon mein bahta chala jaisi bhi mili zindgi main chalta chala hash ke jio main ye kahta chala main anshuon ki raftar rokta chala khwabon ke jhokon mein main bahta chala raste ke kanton ko bhi "tera ho bhala" kahta chala har dard ko hashkar sahta chala badlon ko apna hamrah mankar main chalta chala khwabon ke jhokon mein main bahta chala phoolon ko salam namste kahta chala aur hawaon ko "chalo dost chalen" kahta chala